Sunday, June 5, 2016

Ladkiyon Ke Breasts Mein Ek Chota Aur Ek Bada Doodh Kya Aise Breast Normal Hote Hain? Mera Aik Breast Bada Hai aur Ek Breast Chota Hai Kya Ye Thek Hai?

Girls Breasts One Small One Large Breast my one breast is bigger than the other after breastfeeding

My One Breast Is Smaller Than Other

My Right Breast Is Bigger Than The Other Why Is My Left Breast Bigger Than The Other?

Kya Aurton Ke Doodh Breasts Mein Ek Bada aur Ek Chota Hota Hai Kya?



Bohat sari ladkiyan aur shadi shuda doodh pilane wali khawaten aksar apni body aur health ke lehaz se bohat sensitive aur careful hoti hain jin mein se ek sawal bohat baar kiya jata hai ke mera ek breast chota hai aur ek bada hai ya mere ek breast ka size doosre breast se bada hai wo breast right side per bhi ho sakta hai aur left side wala bhi ho sakta hai. Doctor ke mutabiq har women jis ke doodh behtri ki taraf aate hain wo mukammal taur per sudol nahin hote. Jiski wajah qudrati amal bhi ho sakta hai jis tarah breast ki growth hui ho. Aurat ke jism mein 2 breast buds hote hain jo ke baligh hone pehle he grow karna shuru ho jate hain baaz oqaat ek breast tezi ke saath badhta hai aur dusra thoda slow jiski wajah abhi tak samjh nahi aa saki kabhi kabhar aisi khawateen hoti hain lekin aisi aurtain kam hoti hain jinka 1 breast bada ho aur dusra breast size chota ho iske ilawa agar ek breast bud mukammal taur per develop nahin hota to ye condition normal tasawwur nahin ki ja sakti.

No comments:

Post a Comment

Recommended for You!