Sunday, December 13, 2015

Menses Kaise Hota Hai Menses Kyun Aate Hain Menses Ke Masail Menses Problem in Urdu Menses Problem and Solution in Hindi Menstrual Cycle Kya Hota Hai

Menses Ka Khoon Periods Bleeding Periods Mein Kya Karna Chahiye

Menstrual Cycle Kya Hota Hai Extreme Pain in Menses Urdu Periods Q Hotay Hain

Periods Me Dard Q Hota Hai Menses Ki Alamat Menses Kya Hote Hain

Aurton Ke Makhsoos Masail in Urdu


Menses K Doran Mubashrat Periods Kab Hota Hai Menses Ki Date Menses Time Stomach Pain


No umar jawan ladkiyan jo balghpan mein qadam rakhti hain unko kai masail ka samna hota hai kuch masle to aise hote hain jo zahri taur per to hal ho sakte hain lekin kuch androni sehat ke mamlat bohat ehtayat ke sath hal karne padte hain girls ko menses ana ik fitri yani natural amal hai iss mein kisi ka koi control nai jis tarah agar aap zayada pani piyen ge to aap ko peshaab b ayega isi tarah mahwari ka amal hai har nojawan ladki iss cycel se zaror guzrti hai tab ja kar wo shadi k bad maa ban pati hai. Young ladkion pehla haiz ane ke waqt jism mein thakan aur tabiyat mein bohat susti aur kahli mehsoos hoti hai pairon yani breast doodh mein tanau ata hai aur naaf ke neeche kamar mein meetha meetha dard aur sharmgah per zara zara si kharish aur warm hoti ha badan totne lagta hai aur bukhar jesi halat ho jati kuch ladkiya aisi halat mein mast aur deewani ho jati hain.
Menses mein khoon ana natural hai isliye aapko pareshan hone ki zrorat nai menses mein reham se thoda thoda khoon behta hai ye bleeding andar jheeli k phatne ki waja se nikalta hai. Kuch larkion ko menses rok rok kar aate hain aur kuch larkiyon kay periods delay ho jatay hain aur research sey sabit hua hai kay kuch girls ko bohat late menses aate hain menses ka regular naa aana bhi khawateen kay liye masail ki wajah ban sakta hai aisi larkiyon kay liye main ne ek best product recommend ki hai jo aap is link par ja kar dekh sakti hain aur ghar bethy online order bhi kar sakti hain. > Treatment for Missed and Irregular Periods

No comments:

Post a Comment

Recommended for You!